प्रतिदिन हमारे Readers अर्थात पढने वालो द्वारा, एक प्रश्न बार बार पूछा जा रहा है | वह यह है की Broiler ya Layer Murgi Palan करने के लिए Kitna Kharcha आ जायेगा | अर्थात लोग Poultry Farming project cost के बारे में जानना चाह रहे हैं | अपने पढने वालो की शंकाओ को ध्यान में रखते हुए हमने मुर्गी फार्म प्रोजेक्ट रिपोर्ट के बारे में Jankari एकत्र की है |
जो हम आपको इस पोस्ट के माध्यम से बताने वाले हैं | Layer aur broiler दोनों नस्लों की अलग अलग Jankari देना हमारी इस पोस्ट का मुख्य उद्देश्य है |
Poultry Farming project cost for Broiler:
1000 Broiler murgi palan karne ke liye aapka kharcha kuch is prkar se hoga. Agar aap kam Ya Adhik Broiler Murgiyo Ka Palan Karna Chahte Hain to aap apna Poultry Farming Project cost plan अपनी जरुरत के मुताबिक तय कर सकते हैं |
विवरण | Price | Anumanit Kharcha Rupye Me. |
Ek Samay Me aane wala Kharcha | ||
I. Sheding ,jo Brick, Mud wall, Bumboo, Purlins se bani hogi . iska kharcha prti sq feet @ Rs. 70/sq feet maan ke chal sakte hain aur ek broiler murgi ke liye lagbhag 1 sq feet jagah chahiye | 70 | 70000
(प्रति स्क्वायर फीट के खर्चे को broiler Murgi farm ke liye Jo jagah चाहिए उससे गुणा कीजिये | |
II. Broiler Murgi Farm ke upkarno par hone wale kharche ko aap prti murgi 15 rs. Maan ke Chal Sakte Hain. | 15 | 15000
(Prti Murgi Kharche ko Murgiyo ki sankhya se गुणा कीजिये ) |
III. Murgi farm Me Bijali Fitting ityadi ke kharche ko sheding cost ka 5% maan ke chal sakte hain. | 5% of Sheding Cost | 3500
(70000 ka 5%) |
Total Ek Time Ka Kharcha (Total A) | 88500 | |
विवरण | Price | Anumanit Kharcha Rupye me |
Bar bar Hone Wala Kharcha (Aawrti Lagat) | ||
I. Chujo ko kharidne Ka kharcha | 30 | 30000 |
II. Murgiyo Ke khane ka kharcha per Murgi 3.4kg feed ke hisab se
Aur starter feed 17 rupye per kg ke hisab se | 17 | 57800
( per murgi jo feed khati hai use murgiyo ki sankhya se aur jo sankhya aati hai usko prti kilo feed rate se गुणा किया गया है ) |
III. Bijali, Vaccine,Medicines, Labor ka kharcha | 4% | 3512
(Upryukt dono Kharcho ko Jod ke 5% nikaliye) |
IV. Chujo ka insurance @ rs. 1 per chuja | 1 | 1000 |
Aawrti Kharcha (Total B) | 92312 |
विवरण | |
Poultry Farming Project Cost 1000 Broiler | Amount in Rupees |
i. Ek Time Ka kharcha Total A | 88500 |
ii. Aawrti Kharcha Total B | 92312 |
Total A+B | 180812 |
Loan Available up to 90% | 162730.8 |
Mrityu Dar 2% |
विवरण | Price | Anumanit Kamai |
Murgi Ka weight 1 kilo 700 Gram Maan ke Chalte hain, Mrityu dar ko include karke total murgiya hongi 980 ab aapke pas total chicken hoga = 1666 kg | 98 | 163268 |
Khali hue boriyo ko bechna @51 | 18 | 918 |
Khad Bech ke | 1.5 rupye per murgi | 1470 |
Total Kamai | 165656 | |
Kul Aawrti lagat | 92312 | |
Kul Labh Profit | 73344 |
चूंकि Broiler Murgi Ko Market Size का होने में 45 से 60 दिन का समय लगता है | इसलिए आप साल में 4 या 5 Cycle में यह Business कर सकते हैं | ध्यान दीजिये उपर्युक्त Price उदहारण स्वरूप दिया हैं | आप अपने Poultry Farming project cost ki taiyari करते समय Market से पता करके ही Price डालें तो ज्यादा बेहतर होगा |
हमने जो आंकड़े यह Poultry farming project cost plan ke लिए, लिए हैं | वह निम्न हैं |
- Ek chuje ki Keemat : 30
- Per Kg. Feed ki Keemat : 17
- Average Market Size Broiler Murgi Ka weight : 1.7 kg
- Bechane ki Keemat per kg : 98
Poultry Farming project cost For Layer .
यह Layer Poultry Farming project cost plan 500 Layer Murgiyo को ध्यान में रख के तैयार किया गया है |
विवरण | Price | Anumanit Kharcha (In Rs.) |
Ek Samay Me hone wala Kharcha | ||
I. Sheding Karna, Brick aur mud wall, bumboo, purlins ka use karke Ek layer ki sheding ke liye lagbhg 2 sq feet shed ki jarurat hoti hai | 70 | 70000 |
II. Brooder aur grower Shed @ 30 rupee per sq feet 500 layers murgiyo ke liye 500 sq feet | 30 | 15000 |
III. Brooder equipment 7 rupye per layer murgi ke hisab se | 7 | 3500 |
IV. Layer Murgi Palan Upkaran Rs. 10 per layer Murgi Ke hisab se | 10 | 5000 |
Total A | 93500 |
विवरण | Price | Anumanit Kharcha |
I. Chuje ki keemat chuki aapne 500 layer murgi ka palan karna hai isliye aapko 5% extra, 525 chuje kharidne padenge | 25 | 13125 |
II. Layer Murgiyo ke khane ka kharcha 7.5 kg per murgi ke hisab se | 16 per kg. total feed required 3937 kg. | 63000
(7.5 ko murgiyo ki sankhya se guna kijiye, aur jo result aata hai usko 16 se guna kijiye |
III. Medicines, vacacine aur any kharche per layer murgi Rs. 10 | 10 | 5250
(10 ko murgiyo ki sankhya se guna kijiye) |
IV. Per murgi 2 rupye ke hisab se Insurance charges. | 2 | 1050 |
V. Sheding ka insurance 1000 rupye ke cover par lagbhg 6 rupye ka premium | 510
(Total shedding cost is 85000) | |
Total B | 82935 |
विवरण | |
Poultry Farming Project Cost 500 Layer | Amount in Rupees |
iii. Ek Time Ka kharcha Total A | 93500 |
iv. Aawrti Kharcha Total B | 82935 |
Total A+B | 176435 |
Loan Available up to 90% | 158791.5
|
Layer Murgi Palan चूँकि अन्डो के उत्पाद हेतु किया जाता है | इसलिए Business के प्रथम साल में मुनाफे की संभावना कम ही होती है | लेकिन दुसरे साल से आपकी Kamai पहले साल की तुलना में अधिक होने की पूरी संभावना है |
उपर्युक्त Layer Poultry Farming project cost Plan निम्न details पर आधारित है |
- Chujo Ki Kimat : Rs. 25 per chuja
- Khane Ka Kharcha per kg. : 16 Rs.
- Insurance Charges per Murgi : Rs. 2
Poultry Farming Project cost Plan in Percentage Broiler and Layer
नोट : यह मुर्गी फार्म प्रोजेक्ट रिपोर्ट वर्ष 2015 में बनायीं गई है, इसलिए इसमें दिए गए सभी आंकड़े केवल और केवल शैक्षणिक उद्देश्य से दिए गए हैं | खास तौर पर दी गई कीमतें समय के हिसाब से परिवर्तित होती रहती हैं | इसलिए आपकी Poultry farming project report शहर, लोकेशन, कीमत एवं समय के आधार पर अलग हो सकती है |